-->

आपके समर्थन से, हम और अधिक बेहतर सामग्री बना सकते हैं। कृपया Ads पर क्लिक करे और अपना प्यारा सा लिखा हुआ शायरी और कोट्स हमारे कमेंट पर लिखे | आपके सहयोग और सपोर्ट से पेज आज तक चल रहा है ऐसे ही सहयोग बनाये रखे |

Love Shayari in Hindi

Love Shayari in Hindi

Love Shayari in Hindi-Capsule Shayari
Love Shayari in Hindi
Love Shayari
Na jane ,DiL kyun Khincha jata hai uski Taraf,
Kiya Usne bhi Mujhe Paaney Ki Dua mangi Hai
Love Shayari
Tu saath chalta to shayad manzil mil jaati mujhe.
Mujhe to koi rasta pehchanta nahi
Love Shayari
Sabhi Tareef karty hain Meri shayri ki lekin……….
Kabhi koi nai sunta mere alfaz ki siski.
Love Shayari
Din, Mahinay, Salon ka HiSaab Nahi Aata Mujhe,
HaMesha Se HaMesha tak Saath tumHara Chahiye.
Love Shayari
Ghalat Suna Tha Mohabbat Aankhon Se Hoti Hai,
Dil Toh Woh Bhi Le Jaate Hain Jo Palkein Tak Nahin Uthaate
Love Shayari
ishq kaise hota hai..ishq kisko kahete hai mohsin
tera majboor kar dena mera majboor ho jaana
Love Shayari
kar meri mohabbat ka aitbaar samandar
mai bo kasti hu jise koi duba nhi sakta .
Love Shayari
zindagi mein manzileen to mil hi jaati hai mohsin
bus woh log nahi milte jinhe is dil ne chaha ho
Love Shayari
Ye ishq bhi Nasha-e-Sharab jaisa hain
Kare to Marr jaye
chode to kidhar jaye!!!!
Love Shayari
Hum toh fanaah ho gaye uskii ankhen dekh kar Ghalib,
Naa janay woh Aainaa kiasay dekhte hogey ..
Love Shayari
Kyun na gharoor karta mein apney aap pey…
Mujhe us ney chaha jis ka chahnay waly
hazaron the…!
Love Shayari
Mohabbat ki daastan Sunane Aaye hain,
Tabaah krne k bad wo Pyar jatane Aaye hai
Aansu pochh liye the Humne kab ke
Magar wo fir se aaj hume Rulane Aaye hai..
Love Shayari
Laafzo me kya taarif karun aapki,
aap lafzo me kaise sama paaoge,
jab log hamare baare me puchenege,
meri aankho me jaanemaan sirf tum nazar aaoge.
Love Shayari
Tum ko to JAAN se pyara bana liya
DIL ka sukon ankh ka TARA bana liya
Ab tum sath do ya na do ye tumhri MARZI
Hum ne to tumhe zindgi ka SAHARA bana liya..
Love Shayari
Nashili aankho se wo jab hamein dekhte hain,
hum ghabraakar ankhen jhuka leite hain,
kaun milaye unn ankhon se ankhen,
suna hai wo ankho se apna bana leite hai.
Love Shayari
Saath na rehne se Rishte nahi tuta karte
Waqt ke hath se Lamhe nahi chhuta karte
Log kehte hain mera Sapna toot gaya…
Toot ti neend hai Sapne nahi toota karte.
Love Shayari
Zamane mein aise bhi naadan hote hain..
apni kashti le jaate hain jahan toofaan hote hain…
Kyon basaate ho unko dil mein ?..
jo dil ki basti mein chand dinon ke mehmaan hote hain …!!
Love Shayari
Door hain aap se toh koi ghum nahin,
door reh ke bhoolne waale hum nahin..
Roz mulaqaat na ho toh kya hua ?
aap ki yaad aap ki mulaqaat se kam nahin …!!
Love Shayari
Jab bhi kisi ko kareeb paya hain…
Kasam khuda ki wahi dhokha khaya hain…
Kyun dosh dete hain hum kaanto ko…
Zakhm to humne phulo se hi paya hain…
Love Shayari
Hum Woh Phool Hain Jo Roz Roz Nahi Khiltay
Yeh Wo Hont Hain Jo Kabhi Nahin Siltay
Hum Se Bichro Ge To Ehsas Hoga Tumhain
Hum Wo Dost Hain Jo Roz Roz Nahin Miltay..
Love Shayari
Phul ban kar muskurana hum jante hai,
Muskurake ghum bhulana hum jantehe,
Milke log khush hote hai to kya hua,
bina mile rishte nibhna hum jante hai.!!
Love Shayari
Upar se gusa aur dil me pyr karte ho,
nazre churate ho or dil bekrar krte ho,
lakh chupalo duniya se,
mujhe pta hai k aap roz mera intazar karte ho..
Love Shayari
Saans lene se bhi teri yaad aati hai,
Har saans mein teri khushboo bas jati hai,
Kese kahoon ki saans se main zinda hoon,
Jab ki saans se pehle teri yaad aati hai
Love Shayari
Aarju ye nhi ki gam ka toofan tal jaye,
Fikar to ye hai aapka dil na badal jaye,
Kbhi mujhko agar bhulana chaho to,
Dard itna dena ki mera dam nikal jaye.
Love Shayari
Roz Tera intezar Hota Hai
Roz Ye Dil Beqarar Hota Hai
Kaash K Tum Samajh Sakte K
Chup Rehnay Walo Ko B Kisi Se Piyar Hota Hai.
Love Shayari
Talaash kar dekho meri mOhabbat kO apne dil
mein,
Dard hO tO samjh lena ke mOhabbat ab bhi
baki hai..!
Love Shayari
Shikayat Kya Karon Dono Taraf Gham Ka
Fasana Hai,
Mere Aage Mohobbat Hai Tere Aage Zamana
Hai …!!
Love Shayari
Chahat To Hum Bhi Rakte Hain,
Kisi Ke Dil Me Hum Bhi Dhadakte Hain,
Na Jane Woh Kab Milenge,
Jin Ke Liye Hum Roz Tadapte Hain.
Love Shayari
Parwah kar uski jo teri parwah karey….
Zindagi mein jo kabhi na tanha karey…
Jaan “ban k utar ja uski “jaan” mein…
Jo”jaan” se bhi ziyada tujhse wafa karey
Love Shayari
Kuch Lafz Bina Kahe Alfaaz Hote Hain,
Kuch Log is Kadar Khaas Hote Hain,
Door Ho Woh Chahe Nazron Se,
Lekin Fir Bhi Dil Ke Bahut Pas Hote Hain.
Love Shayari
Aghosh Mein Lelo Mujhe Tanha Hoon Main
Basa Lo Dil Ki Dhadkan Mein Tanha Hoon Main
Jo Tum Nahin Zindagi Mein Toh Kuchh Nahin
Samaa Jao Mujhi Mein Ke Tanha Hoon Main..
Love Shayari
Aghosh Mein Lelo Mujhe Tanha Hoon Main
Basa Lo Dil Ki Dhadkan Mein Tanha Hoon Main
Jo Tum Nahin Zindagi Mein Toh Kuchh Nahin
Samaa Jao Mujhi Mein Ke Tanha Hoon Main.
Love Shayari
Ek Sapne Ki Tarah Tujhe Saja Ke Rakhun,
Chandni Raat Ki Nazron Se Chhupa Ke Rakhun..
Meri Taqdeer Mein Tumhara Saath Nahi,
Warna Saari Umar Tujhe Apna Bana Ke Rakhun …..!!
Love Shayari
Tera Saath hai Toh mujhe kya kami hai..
Teri har muskan se mili mujhe kushi hai…
Muskuraate Rehna isi Tarah humesha ..!
Kyonki teri is muskan mein meri jaan basi hai …!!
Love Shayari
Kyon daren ki zindagi mein kya hoga..
har waqt kyon sochen ki bura hoga..
Badhte rahen manzilon ki aor hum..
Kuchh na bhi mila toh kya tazurba toh naya hoga …!
Love Shayari
Khubsurat Sa Koi Pal Ek Kissa Banjata Hai,
Na Jaane Kab Koi Zindagi Ka Hissa Ban Jata Hai,
Zindagi Main Kuch Log Aise Bhi Milte Hai,
Jinse Kabhi Na Tutne Wala Rista Banjata Hai…
Love Shayari
Hathon ki lakiron main kismat hoti hai,
Milna aur bhul jana logo ki fitrat hoti hai,
Bikharta to har koi hai dard me,
Magar gum bhulana insaan ki jarurat hoti hai.
Love Shayari
Meri Aankhon ke Samandar mein Jalan kaisi hai
Aaj phir dil ko Tarapne ki Lagan kaisi hai
Ab Is raah pe Chiraghon ki Qatarein bhi nahi
Ab tere Shehar ki Galiyon mein Ghutan kaisi hai…
Love Shayari
Tere pyaar ka sila har haal mein denge,
Khuda bhi maange ye dil toh taal denge…
Agar dil ne keha tum bewafa ho,
Toh is dil ko bhi seene se nikaal denge …!
Love Shayari
Izhaar ‘e’ yaad karu….
Ya puchun haal ‘e’ dil unkaa…..
Ayee dil kuch to bahana bata….
unse guftgu karne kaa..
Love Shayari
ISHTA unse banao jo nibhaana jaantein ho,
NAFRAT unse karo jo bhulaana jaantein ho.
GUSSA unse karo jo manaana jaantein ho,
aur PYAR unse karo jo DIL-O-JAAN lutaana jaantein ho….!!
Love Shayari
Mera har pal aaj khoobsurat hain,
Dil mein jo sirf teri hi soorat hain,
Kuch bhi kahe ye duniya gum nahi
Duniya se jyada hume teri jarurat h
Love Shayari
Meri saanson me bikhar jao toh achhaa hai
Ban k rooh mere jism me utar jao to acha hai
Kisi raat teri godh mein sir rakh kr so jaon
Us raat ki kabhi subah na ho toh achha hai..!!
Love Shayari
Jee chahta hain tum se pyari si baat ho,
Haseen chand tare ho, lambi si raat ho,
Fir raat bhar yhi guftagu rakhe hum dono
Tum meri zindagi ho, tum meri kayinat ho.
Love Shayari
Agar main hd se guzar jau toh muje maaf karna,
Tere dil me utar jau toh mujhe maaf karna,
Raat me tujhe dekh ke tere deedar ki khatir,
Pal bhar jo theher jaun toh mujhe maaf karna…!!
Love Shayari
Na hum rhe dil lagane kabil,
Na dil rha gam uthane kabil,
Lage uski yaado ke jo zakham dil par,
Na chhoda usne muskurane ke kabil..!
Love Shayari
Kabhi hum pe wo jan diya karte the,
Jo hum kehte the wo maan liya karte the,
Aaj pas se anjaan banke guzar gaye,
Jo dur se hume pehchan liya kerte the..!!
Love Shayari
Kitaabo me kehte hai phool todna mana hai
Baagon me kehte hai phool todna mana hai
Phoolon se keemti cheez hain dil
Koyi nahi kehta ki dil todna mana hain…..!!
Love Shayari
Mohabbat ki daastan sunane aaye hain,
Tabaah krne k bad wo pyar jatane aye hai
Aansu pochh liye the hamnein kab ke
Magar wo fir se aaj hume rulane aaye hai.
Love Shayari
Kash woh samjhte is dil ki tadap ko
To yun humein ruswa na kiya hota
Unki ye berukhi bhi manzoor thi hme
Bas ek baar humein samjh liya hota..!
Love Shayari
Anjaan ek saathi ka iss dil ko intejar hai,
Pyasa hain ye aankhen aur dil bekarar hai,
Unke saath mil jaye to har raah aasan ho jayegi,
Shayad issi anokhey ehsaas ka naam Pyaar hai.
Love Shayari
Koi kahe isse Jjadu ki jhappi,
Koi kahe isse pyaar..
Mauka hai khoobsurat,
Aa gale lag ja mere yaar..
Love Shayari
Wada karte hain dosti nibhayenge
Koshish yahi rahegi tujhe na satyaenge
Zarurat pade toh dil se pukarana
Mar bhi rahe honge to mohlat lekar aayenge!!
Love Shayari
True lines….
Kisi se shirf utna hi door hona,
Ki use apki ahmiyt ka ehsas ho jye.
Lekin kbhi itna bhi dur mt hona,
Ki vo apke bina jena sekh le.
Love Shayari
Pyar “INSAN” Se Karo Uski “Aadat” Se Nahi…
“Rutho” Unki “Baato” Se Magar Unse Nahi…
.
“Bhoolo” Unki “Galtiya” Par Unhe Nahi..
Kyuki “Rishto” Se Badhkar Kuch Bhi Nahi .
Love Shayari
Dard Hota h Magar Shikwa nahi karte
Kon kehta h Hum Wafa nahi Karte
Aakhir Q nahi Badalti Taqdir Meri
Kya Mere Chahne Wale Mere Liye DUA Nahi
Karte?
Love Shayari
Mafi mangna yeh zahir nai karta,
Ki ap galat or dosra sahi hai Balkay,
Yeh zahir karta hai ki,
Ap ko rishton ki ehmiyat,
Ap ki aan say barh kar hai!
Love Shayari
Jis kadar zameen aasman ka milna mumkin nahi..
aisi hi kuch saza paa gayi hu tere pyaar mein..
to kar chalein missalein kayam dooriyon ki…
mai zindagi bhar pyaasi rahungi…
aur tum yuhin baraste rehna..

You may like these posts

  1. To insert a code use <i rel="pre">code_here</i>
  2. To insert a quote use <b rel="quote">your_qoute</b>
  3. To insert a picture use <i rel="image">url_image_here</i>

Opening an Upstox account is easy-peasy. All you need is your PAN + Aadhaar. You can sign-up online using my link within the next 7 days