-->

आपके समर्थन से, हम और अधिक बेहतर सामग्री बना सकते हैं। कृपया Ads पर क्लिक करे और अपना प्यारा सा लिखा हुआ शायरी और कोट्स हमारे कमेंट पर लिखे | आपके सहयोग और सपोर्ट से पेज आज तक चल रहा है ऐसे ही सहयोग बनाये रखे |

Romantic Shayari in Hindi

Romantic Shayari in Hindi

Romantic Shayari in Hindi-Capsule Shayari
Romantic Shayari in Hindi
Romantic Shayari
Tere Husn Ko Parde Ki Zaroorat Hi Kya Hai Zaalim,
Kon Rehta Hai Hosh Main Tujhe Dekhne K Baad…
Romantic Shayari
Aankhe To Pyar Mein Dill Ki Juban Hoti Hai,
Chahat To Sada Bejuban Hoti Hai,
Pyar Mein Dard Bhi Mile To Kya Ghabrana,
Suna Hai Dard Se Chahat Or Jawan Hoti Hai…
Romantic Shayari
Fir Wahi Fasaana Afsaana Sunaati Ho
Dil Ke Paas Hoon Kah Kar Dil Jalati Ho
Beqaraar Hai Aatish E Nazar Se Milne Ko
To Fir Kyon Nahi Pyaar Jataati Ho…
Romantic Shayari
Aapke Husn Ko Dekhkar O Sanam,
Sabhi Jaane Kyun Ghas Khakar Gir Jaate Hain,
Aap Apne Husn Ko Kahin Chhupa Lijiye,
Varna Yeh Log Tog Bemout Mare Jaate Hain…
Romantic Shayari
Lipat Jaao Ek Baar Fir Gale Hamare,
Koi Deevar Na Rahe Beech Hamaare Tumhare,
Lipat Jaati Jaroor Agar Jamane Ka Dar Na Hota,
Bassa Leti Main Tumko Agar Seene Mein Ghar Hota,
Romantic Shayari
Itne Haseen Chehre Ko Dekh Kar Chand Bhi Sarma Gya,
Aaya Mere Paas Or Chupke Se Farma Gya,
Ke Jaa Rha Hu Main Chhupane Ko Apni Ye Khoobsoorti,
Kyu Ki Mujh Se Bhi Haseen Koi Aaya Or Iss Jahaan Per Chha Gya…
Romantic Shayari
Is ada se gar qatal karoge,
Be-maut hi mer jayenge parwane,
Shama roshan to ho ek bar,
Dekhein kitna dum hai teri roshani mein…
Romantic Shayari
Tujhko Khuda Ne Ruk-Ruk Banaya,
Saari Khudai Tujh Mein Hi Bhar Di,
Har Ang Tera,
Reh-Reh Tu Barse Savan Maheena…
Romantic Shayari
Itni haya itna tabassum kyu hai aaj in aakho me,
kyu bahak rahi hai tu kya basa hai in saanso me,
hai tu mera aks meri parchhai meri jaan tu,
aa main bhar du bas phool hi phool teri in raaho me…
Romantic Shayari
Izhar mohabbat ka kuch Ese hua,
Kya kahein pyaar kaise hua,
Unki ek jhalk pe neesar hue ham,
Saadgi Mein marmite or aankho se ikraar hua…
Romantic Shayari
Tune rukh se naqab kya uthaya,
Kambakhat dil moonh ko hone laga,
Sharma, sitare hain chhupne lage,
Mehtab baadalon se jo nikalne laga…
Romantic Shayari
Dil ki kitab me tumara naam sajayenge,
Apne har lamhe me tum ko basayenge,
Agar tum se ek pal ke liye bhi dur huye,
To har baar aankhe band kar ke milne aayenge…
Romantic Shayari
Jo maine hai likha usey bhi dikhana,
pata chale usey ek tha uska bhi deewana,
Uski hassi ne, nazar ne, mujhe kiya tha deewana,
Ab muskil hai ussey bhula pana…
Romantic Shayari
Kuch Likh Nhi Pate Kuch Suna Nhi Pate
Haal-e-Dil Zuban Pe La Nhi Pate
Wo Utar Gye Hai Dil Ki Gehraiyo Me
Wo Samjh Nhi Pate, Hum Samjha Nhi Pate…
Romantic Shayari
Mahekta hua jism tera gulaab jaisa hai,
neend k safar mein tu khwaab jaisa hai,
do ghoo.nt pee lene de aankhon ki mastiya,
nasha teri aankhon ka sharab ke jaam jaisa hai…
Romantic Shayari
Uss khuda ke hatoon ka jadu ho tum
Din mai chamakta sitara ho tum
Raat mai chandni jaisi roshni ho tum
Mere dil main basi ek shayri ho tum
Romantic Shayari
Koi Samjhe Na Humko Beshak Par Aap To Samjhte Hain,
Apna Banate Hain Mere Har Gam Ko Tabhi To Hum Sambhalte Hain,
Khuda Har Ek Khushi De Aapko Har Ek Gam Humko Naseeb Ho,
Bas Yahi Dil Mei Sochkar Har Ek Dua Karte Hain…
Romantic Shayari
Aye Barish Zara Tham Ke Baras,
Jab Mera Yaar Aa Jaye Toh Jam Ke Baras,
Phele Na Baras Ki Woh Aa Na Sake,
Phir Itna Baras Ki Woh Ja Na Sake…
Romantic Shayari
Bewajah Hum Wajah Dhundte Hai Tere Paas Aane Ko,
Ye Dil Bekarar Hai Tujhe Dhadkan Mein Basaane Ko,
Bujhi Nahi Hai Pyaas In Hotho Ki Abhi,
Na Jaane Kab Milega Sukoon Mere Paymane Ko….
Romantic Shayari
Sukoon Mere Dil Ab Kahin Kho Gaya Hai,
Veerangi Ki Galiyon Mei Madhosh Ho Gaya Hai,
Har Pal Bas Uska Deedar Karte Hain Hum Khyalon Mein,
Ek Ajnabi Mujhko Pyaar Ki Baarish Mei Bhigo Gaya Hai….
Romantic Shayari
Izhaar Karna Chahte Hain Hum Par Alfaaz Nahin Milte,
Alfaaz Milte Hain To Kuch Sawalon Ke Jawaab Nahin Milte,
Yeh Dil Kyun Ajnabiyon Pe Mar Mit-ta Hai,
Dhudte To Unko Par Koi Nisaan Nahin Milte….
Romantic Shayari
Aap Aayenge Humse Milne Ko Agar To Hum Par Inayat Hogi
Chaand Taaro Ki Mehfil Sajegi Poori Unki Ibadat Hogi
Basa Lenge Us Lamhe Ko Apni Nigahon Mei Hum
Phir Na Us Rab Se Hame Koi Shikwa Shikayat Hogi…
Romantic Shayari
Es Sham Ne Deelayi Hai Yaad Kisi Khaas Ki
Jisko Paane Ki Mujhe Aas Thi
Woh Toh Na Mili Per Unka Ehsaan Saath Hai
Yaadon Mein Hi Sahi Per Woh Aaj Bhi Mere Paas Hai…
Romantic Shayari
Na Chaaho Itna Hame, Chahaton Se Dar Lagta Hai
Na Aao Itna Kareeb, Judai Se Dar Lagta Hai
Tumhari Wafaon Pe Bharosa Hai
Magar Apne Naseeb Se Dar Lagta Hai
Romantic Shayari
Chura Ke Dil Ka Chain Karar Wo Kahte Hai Baat Kuch Nahi
Bula Ke Apne Kareeb Jab Chhuna Chahu, To Kehte Hain Jaan Aaj Nahi
Ye Wo ‘Nahi’ Hi Bas Darmiyan Hai Ab Do Dilo Ke
Kya Ab Unke Paas Rahne Ke Bhi Kaaabil Hum Nahi…
Romantic Shayari
Mera Dil Hai Jab Tak, Teri Justaju Hai
Meri Zubaan Jab Tak, Teri Guftagu Hai
Khuda Jaane Kya Hoga Anjaam Mera
Jahan Dekhta Hoon Tu Hi Tu Rubaru Hai…
Romantic Shayari
Ankho Se Aankhe Milakar To Dekho
Humare Dil Se Dil Milakar To Dekho
Saare Jaha Ki Khushiyan Tere Daaman Me Rakh Denge
Humse Pyar Ka Izhaar Karke To Dekho
Romantic Shayari
Hamare Ashk Mein Apka Khwab Chhupa Hai
Hamari Khushi Mein Apka Ehsas Chupa Hai
Tum Hamari Dastan Mein Raho Ya Na Raho
Lekin Is Dil Mein Hamesha Aapke Liye Pyar Chupa Hai…
Romantic Shayari
Saadgi Wali Surat Hai Tumhari
Dil Me Samayi Murat Hai Tumhari
Doob K Aksar Kho Jata Hu Jisme
Vo Aankhe Bhi Bahut Khoobsurat Hain Tumhari
Romantic Shayari
Apne Hothon Par Saja Kar Tujhe Main
Tere Hi Geet Gana Chahta Hoon
Jal Kar Bujh Jana Humari Kismat Sahi
Bas Ek Baar Roshan Hona Chahta Hoon…
Romantic Shayari
Sajde Dil Mein Tarane Bahut Hain
Zindagi Jeene Ke Bahane Bahut Hain
Aap Sada Muskurate Rahiye
Aap Ki Muskurahat Ke Deewane Bahut Hain…
Romantic Shayari
Aasmaan Hi Nahi Saare Sitare Bhi Humare Hain
Aap Jo Akele Ho To Hum Aapke Sahare Hain
Jis Pal Aap Hume Yaad Karte Ho
Wo Lamhe Saare Jahan Se Pyare Hain…
Romantic Shayari
Na Jaane Wo Kaun Tera Habeeb Hoga
Tere Hatho Mein Jiska Naseeb Hoga
Koi Tumhe Chahe Ye Koi Badi Baat Nahi
Jisko Tum Chaho Wo Khush Naseeb Hoga…
Romantic Shayari
Sanwla Rang Tera Behtreen Lagta Hai
Nazar Ko Ye Tera Naazara Haseen Lagta Hai
Aate Ho Jb Baahon Me Simat Kr
To Sara Alam Rangeen Lagta…
Romantic Shayari
Tere Liye Maine Sajaye Khwabon Me Chaand Taare
Rango Se Bhara Sama Ko Roshan Huye Nazare
Aisa Laga Dil Ko Kar Rahen Hain Wo Sab Bhi Ishaare
Ek Pal Me Na Jaane Kaise Ban Gaye Tum Sab Kuch Hamare…
Romantic Shayari
Chehra Mera Tha Nigahein Uski
Khamoshi Mein Bhi Thi Baatein Uski
Mere Chehre Pe Ghazal Likhti Gayi
Sher Kehti Hui Aankhein Uski…
Romantic Shayari
Chhu Ke Tere Komal Honth
Maine Shabnam-E-Jam Peeya
Sanson Mein Mahekti Rahi
Zakhm-E-Dil-E-Chingari Dahekti Rahi…
Romantic Shayari
Izhaar-E-Mohabbat Ki Humne Aapne Hum Par Aitbaar Kiya
Sooni Padi Bematlab Zindagi Ko Aapne Ek Aayaam Diya
Yun Laga Ek Pal Mein Humne Saare Jahaan Ko Pa Liya
Apni Zindagi Ka Har Lamha Aaj Se Aapke Naam Kiya…
Romantic Shayari
Wo Jo Muskurate Hain To Dil Ko Ghayal Kar Jaate Hain
Khud Ko Bhoola Kar Bas Unko Dekhte Reh Jaate Hain
Koi To Baat Hai Jaroor Unki Kaatil Aadaon Mein
Sambhalte Hain Khud Ko Magar Unki Taraf Khiche Chale Jaate Hain…
Romantic Shayari
Upar Se Gussa Dil Se Pyar Karte Ho
Nazrein Churate Ho Dil Bekrar Karte Ho
Laakh Chhupao Duniya Se Mujhe Sab Pata Hai
Tum Mujhe Apne Aap Se Jayda Pyar Karte Ho…
Romantic Shayari
Meri Band Aankho Ka Sacha Khwab Ho Tum
In Tanhaiyon Ke Sawalo Ka Jawab Ho Tum
Ab To Duniya Bhi Rooth Jaye To Gam Na Hoga
Meri Duniya, Kaynaat, Mera Chand Ho Tum…
Romantic Shayari
Meri Aankho Mein Na Dekho Neend Chura Lenge
Na Dil Ke Kareeb Aao Warna Mohabbat Sikha Denge
Gehra Hai Aapse Rista Itna
Khwabo Mein Bhi Aaye To Apna Bana Lenge…
Romantic Shayari
Mujhko Phir Wahi Suhana Nazara Mil Gaya
Nazro Ko Jo Deedar Tumhara Mil Gaya
Aur Kisi Cheez Ki Tamanna Kyu Karu
Jab Mujhe Teri Baaho Mein Sahara Mil Gaya…
Romantic Shayari
Tasveer Ko Teri Banate Hain Aankhon Mein
Khushboo Ko Teri Basate Hain Sanson Mein
Jab Se Mohabbat Huyi Hai Tumse Jaane Tamanna
Har Khwab Ko Teri Yaadon Se Sajate Hain Raaton Mein…
Romantic Shayari
Jaroorat Hai Mujhe Tere Pyaar Ki
Chahat Hai Mujhe Tere Ikraar Ki
Jaante Hain Hum Tumko Is Kadar
Gunjayish Hi Nahi Kisi Takraar Ki
Romantic Shayari
Aa Kahi Saamne Zara To Tujhko Aankhon Mein Basa Lu
Har Khwab Ko Apne Teri Yaadon Se Saja Du
Nigahon Mein Basakar Dhadkano Ko Tera Pata Du
Phir Unhi Ke Sahare Saari Zindagi Bita Du
Romantic Shayari
Aankhe Ashk Nahi Samandar Hai Tumhari
Jinki Lahro Mein Hai Aahat Hmari
Ek Boond Bhi Na Girne Denge Zameen Pe
Yeh Ankhe Nahi Pyaas Hai Hmari
Romantic Shayari
Hal Pal Ki Khushi Aapki Yaad Mein Hai
Humari Har Dua Aapke Sath Mein Hai
Door Reh Kar Bhi Aapko Yaad Karte Hain
Zaroor Koi Pyari Si Ada Aap Mein Hai
Romantic Shayari
Naam-E-Mohabbat Se Khushbu-E-Wafa Aati Hai
Mere Dil Se Teri Dhadkan Ki Sada Aati Hai
Jab Bhi Karte Ho Yaad Hume Dil Se
Yu Lagta Hai Jaise Jannat Se Hawa Aati Hai…
Romantic Shayari
Aapne Apni Aankho Mein Noor Chupa Rakha Hai
Hosh Walo Ko Deewana Bana Rakha
Naaj Kaise Na Karu Aapke Pyar Par
Mujh Jaise Nacheez Ko Khas Bana Rakha Hai…
Romantic Shayari
Ishq Ke Maayne Humse Mat Pucho
Hum Bhi Is Se Anjaan Hain
Sirf Ek Guzarish Hai Ke Kabhi Door Na Jana
Kyonki Aapka Ishq Hi Hamari Jaan Hai…
Romantic Shayari
Wo Khud Nahi Jaanti Wo Kitni Pyari Hai
Jaan Hai Hamari Hume Jaan Se Pyari Hai
Dooriyo Ke Hone Se Kya Fark Padta Hai
Wo Kal Bhi Hamari Thi Aaj Bhi Hamari Hai…
Romantic Shayari
Palko Se Aankho Ki Hifazat Hoti Hai
Dhadkan Dil Ki Amanat Hoti Hai
Hamara Rishta Bhi Bada Pyara Hai
Kabhi Chahat To Kabhi Shikayat Hoti Hai…
Romantic Shayari
Aapse Ho Na Baat To Hum Fikar Karte Hain
Har Waqt Khud Se Aapka Zikar Karte Hai
Aap Ka Pyar Humara Naseeb Hai Sanam
Is Baat Ka Rab Se Shukriya Karte Hain…
Romantic Shayari
Haseen Palon Ko Yaad Kar Rahe The
Sitaro Se Aapki Baat Kar Rahe The
Dil Ko Bada Sakoon Mila Ye Jaan Kar Ki
Aap Bhi Mujhe Yaad Kar Rahe The…
Romantic Shayari
Mithi-Mithi Yaadein Palko Me Saza Lena
Sath Guzre Pal Ko Dil Me Basa Lena
Nazar Na Aaun Dil Me Agar
Muskura Kar Mujhe Sapno Me Bula Lena…
Romantic Shayari
Har Subah Ki Dhoop Kuch Yaad Dilati Hai
Har Phool Ki Khushbu Ek Jadu Jagati Hai
Chahu Na-Chahu Kitna Bhi Par
Subah-Subah Aapki Yaad Aa Hi Jati Hai…
Romantic Shayari
Aap Jab Saamne Se Gujar Jate Hain
Armaan Dil Ke Saare Ubhar Aate Hain
Dekh Kar Aapki Pyari Surat
Sehme Hue Se Phool Bhi Muskura Jate Hain…
Romantic Shayari
Muskurane Ki Har Wajah Aap Ho
Hamari Zindagi Mein Har Jagah Aap Ho
Hume Milegi Jab Bhi Koi Khushi
Hum Samajh Jayenge Khuda Se Dua Karne Wale Aap Ho…
Romantic Shayari
Kisi Ke Paigam Ko Zara Pyar Se Padha Kijiye
Kisi Ki Chahat Ka Ehsas Kiya Kijiye
Koi Dil Se Yaad Karta Hai Aapko
Kam Se Kam Hichkiyan To Liya Kijiye…
Romantic Shayari
Hum Unke Husn Mein Is Kadar Kho Jate Hain
Unko Batane Mein Zamaane Lag Jate Hain
Ek Wo Hain Jo Palke Uthate Hain
Aur Ek Hi Nazar Mein Sab Kuch Keh Jaate Hain…
Romantic Shayari
Lagta Hai Koi Hum Se Khafa Hai
Par Uski Har Sasns Mein Wafa
Nahi Hai Us Jaisa Koi Duniya Mein
Tabhi To Us Par Meri Ye Jaan Fida Hai
Romantic Shayari
Tujhe Khawabo Se Koi Dur Na Kare
Tujhse Narazgi Ki Koi Bhool Na Kare
Har Sheesha Tere Chehre Ka Gulam Ho Jaye
Varna Toot Jaye Wo Aaina Jo Tujhe Qabool Na Kare…
Romantic Shayari
Apne Dil Mein Armaan Koi Rakhna
Duniya Ki Bheed Mein Pehchan Koi Rakhna
Acche Nahi Lagte Jab Hote Ho Udaas
In Hothon Pe Sada Muskaan Banaye Rakhna…
Romantic Shayari
Nasha Tha Unke Pyar Ka
Jis Mein Hum Kho Gaye
Unhe Bhi Nahi Pata Chala
Ki Kab Hum Unke Ho Gaye…
Romantic Shayari
Nigahon Se Dil Mein Ghar Karke
Mere Khawabon Ki Haqiqat Ho Gaye Ho Tum
Ishq Ke Safar Ki Manzil Banke
Meri Bekhudi Ki Wahaj Ho Gaye Ho Tum…
Romantic Shayari
Muqaddar Mein Likhi Koi Baat Ho Tum
Taqdeer Ke Ek Khubsurat Saugaat Ho Tum
Karke Pyar Tumse Mehsoos Ye Hua
Jaise Sadiyon Se Yuhi Mere Sath Ho Tum…
Romantic Shayari
Wo Jo Sar Jhuka Ke Baithe Hain
Hamara Dil Churaye Baithe Hain
Humne Unse Kaha Hamara Dil Hume Lauta Do
To Bole Hum To Hatho Mein Mehendi Laga Ke Baithe Hain…
Romantic Shayari
Pyar Ki Anokhi Murat Ho Tum
Zindagi Ki Ek Zaruat Ho Tum
Phool To Khoobsurat Hote Hi Hai
Par Phoolo Se Bhi Khoobsurat Ho Tum

रोमांटिक इमेज डाउनलोड करना चाहते हैं आप इस लिंक को क्लिक करें - Romantic Shayari Image

You may like these posts

  1. To insert a code use <i rel="pre">code_here</i>
  2. To insert a quote use <b rel="quote">your_qoute</b>
  3. To insert a picture use <i rel="image">url_image_here</i>

Opening an Upstox account is easy-peasy. All you need is your PAN + Aadhaar. You can sign-up online using my link within the next 7 days