-->

आपके समर्थन से, हम और अधिक बेहतर सामग्री बना सकते हैं। कृपया Ads पर क्लिक करे और अपना प्यारा सा लिखा हुआ शायरी और कोट्स हमारे कमेंट पर लिखे | आपके सहयोग और सपोर्ट से पेज आज तक चल रहा है ऐसे ही सहयोग बनाये रखे |

Zindagi Shayari in Hindi

zindagi shayari hindi zindagi shayari in english zindagi shayari image zindagi shayari urdu in english zindagi shayari urdu sms zindagi urdu shayari

Zindagi Shayari

Zindagi Shayari in Hindi-Capsule Shayari
Zindagi Shayari in Hindi

Zindagi Shayari
Mere Armano Ko Yu Kuchalo Na Tum k,
Ki Zindagi Adhuri Reh Jaye Meri,
Dikha De Khuda Is Kadar Karisma koi,
Ki Har Tamanna Poori Ho Jaye Meri..!!
Zindagi Shayari
gir gaya aasmaan se udte hue to kya gum.
garv hai ki uddan lagayi thi.
vo kya samjhe girne ka dard,
jo ghoslo se kabhi niklte hi nhi…….
Zindagi Shayari
Pyar to zindagi ka afsana hai,
Iska apna hi ek tarana hai,
Pata hai sab ko milenge sirf aanso,
Phir bhi na jane kyo har koi iska deewana hai..
Zindagi Shayari
Safar zindagi ka bahut hi hassen hai,
Sabhe ko kisi na kisi ki talash hai,
Kisi ke pas manjil hai to raah nahi,
Aur jiske paas raah h to manjil nahi…
Zindagi Shayari
Tujhe palko pe bithane ko ji chahta hai,
Teri baho se lipatne ko ji chahta hai,
Khubsurti ki intehaa hain tu,
Tuje zindagi me basane ko ji chahta hai…
Zindagi Shayari
Zindagi me agar bura waqt na aata to,
Apno mein chupe hue ger aur,
Gero mein chupe hue apne,
Humein kabhi najar nahi aate….
Zindagi Shayari
wo zindgi hi kya jisme mohabt nhi,
wo mohabt hi kya jisme yadein nhi,
wo yadein kya jisme tm nhi,
aur wo tm hi kya jiske sath hm nhi.
Zindagi Shayari
Zindgi ke safar ko lafzo mein piroya hai,
Apni har gazal ko dard mein bhigoya hai,
plz aaj wah wah na kehna,
kyun ki aaj fir ye dil kisi ki yaad mein roya hai
Zindagi Shayari
Zindagi mohtaaz nahi manzilon ki,
Vakt har manzil dikha deta hai,
Marta nahi koi kisi se juda hoke,
Vakt sabko jeena sikha deta hai.
Zindagi Shayari
Pyar ko log Mohobbat kehte hain,
Kuch log isse bandagi kehte hain,
Magar jis pe hum marte hain,
Unhe hum zindagi kehte hain.
Zindagi Shayari
Zindgi tanha hai viraan hai,
bus yeh hi to meri ek pehchan hai,
sochta hun jab beth kar tanha tab,
lagta hai ki meri zindgi to gamon Ki dukan hai,
Zindagi Shayari
Gam-e-Zindagi Ke Maare Hain,
Har Baazi Jeet Ke Haare Hain,
Yeh Jo Meri Jholi Mein Pathar Hain,
Sab Mere Chahne Walon Ne Marey Hain!
Zindagi Shayari
Zindagi se sabhi ko mohabat hai,
Par Zindagi kisi ki mohabat nahi banti,
Tamanna le kar jeete hai sab log,
Magar har tamanna Taqdeer nahi banti…!!!
Zindagi Shayari
Khushiyo Se Naraz Hai Meri Zindagi,
Pyar Ki Mohtaz Hai Meri Zindagi,
Hans Leta Hoo Logo Ko Dikhane Ke Liye,
Warna Dard Ki Kitaab Hai Meri Zindagi…!!
Zindagi Shayari
Pyar me koi to dil tod deta hai,
Dosti me koi to bharosa tod deta hai,
Zindagi jina to koi gulaab se sikhe,
Jo khud toot kar do dilo ko jod deta hai…!!
Zindagi Shayari
Zindgi se apna har dard chupa lena,
Khushi na sahi gam gale laga lena,
Koi agar kahe mohabbat aasan hai,
To use mera toota hua dil dikha dena…!!
Zindagi Shayari
Koi hain jiska ess dil ko intjaar hain..
Khyalo mein bas usi ka khayal hain..
Khushyaan main saari us par luta du
Chahat me uski mai khud ko mita du
Kab ayega vo jiska es dil ko intjaar h…
Zindagi Shayari
Life is a journey,
Har pal mein pyar hai,
Har lamhe mein khushi hai,
Khoo do to yadein hai,
Jee lo to zindagi hai.
Zindagi Shayari
Khwaish aise ki aasman tak ja sako,
Dua aise ki khuda ko pa sako,
Jine ke liye pal bahut kam hai,
Jiyo aise ke har pal mein,
zindgi pa sako…
Zindagi Shayari
Meri Zindagi Ek Band Kitab Hai,
Jise Aaj Tak Kisi Ne Khola Nahi,
Jisne Khola Usne Padha Nahi,
Jisne Padha Wo Samjha Nahi,
Aur Jo Samaj Saka Wo Mila Nahi…!!

You may like these posts

  1. To insert a code use <i rel="pre">code_here</i>
  2. To insert a quote use <b rel="quote">your_qoute</b>
  3. To insert a picture use <i rel="image">url_image_here</i>

Opening an Upstox account is easy-peasy. All you need is your PAN + Aadhaar. You can sign-up online using my link within the next 7 days