-->

आपके समर्थन से, हम और अधिक बेहतर सामग्री बना सकते हैं। कृपया Ads पर क्लिक करे और अपना प्यारा सा लिखा हुआ शायरी और कोट्स हमारे कमेंट पर लिखे | आपके सहयोग और सपोर्ट से पेज आज तक चल रहा है ऐसे ही सहयोग बनाये रखे |

Zindagi Shayari in Hindi

Zindagi Shayari in Hindi

Zindagi Shayari in Hindi-Capsule Shayari
Zindagi Shayari in Hindi
Zindagi Shayari
Paani Se Tasvir Kahan Banti Hai,
Khwabo Se Takdir Kahan Banti Hai,
Kisi Ko Chaho To Sacche Dil Se,
Knunki Yeh Zindagi Phir Kahan Milti Ha
Zindagi Shayari
Awaj K Piche Ki Jo Khamoshi Jan Sake
Mere Sukhi Hui Jindgi M Jo Rang Dal Sake
Meri Dikhai Hui Jindagi Dekh K To Sabhi Haste H
Dhund Raha Hu Koi Isa Shaqks Jo Mere Dard Ko B Pehchan Sake
Zindagi Shayari
Zindgi Ki Rah Ma Rasty Badal Jaty Hen
Waqt Ki Andhi Ma Insan Badal Jaty Hen
Sochty Hen Tumhe Itna Yad Na Karen Lekin
Ankh Band Karty He Irady Badal Jaty Hen
Zindagi Shayari
Zindagi Me Kabhi Pyar Mat Karna
Ho Jaye To Inkar Mat Karna
Nibha Sako To Isme Kadam Rakhna
Varna Kisi Ki Zindgi Barbad Mat Karnaa
Zindagi Shayari
Pyar Kar K Kisi Ko Dhoka Nai Dena
Doston Ko Aansuon Ka Tofa Nai Dena
Koi Roye Aap Ko Yaad Kar K
Zindagi Mai Kabhi Esa Mouka Nai Dena
Zindagi Shayari
Dil Mein Tumhare Apni Kammi Chore Jaaien Ge
Aankhon Mein Aanson Ki Nammi Chore Jaaien Ge
Yaad Rakhna Mujhe Doondte Phiroo Ge Aik Din
Jabh Yeh Hum Zindagi Chore Jaaien Ge
Zindagi Shayari
Sakht Rahon Mein Ab Asan Safar Lagta Hai,
Ab Anjan Ye Sara He Shehar Lagta Hai,
Koi Nahi Mera Zindagi Ki Rahon Me,
Mera Ye Gum He Mera Humsafar Hai Lagta Hai.
Zindagi Shayari
Zindagi Ki Raahon Mein Aise Mor Bhi Aate Hain
Saawan Ke Saath-Saath Yehan Patjar Bhi Aate Hain
Aansuwon Ke Saagar Mein Moti Bhi Milte Hain
Jo Dhoond Le Ose Wo Zindagi Mein Muskurate Hain
Zindagi Shayari
Zindagi Chahiye Mohabbat Main
Ye Ghari Doo Ghari Ki Baat Nahi
Aap Say Koi Bhi Nahi Pehlay…
Aap K Baad Koi Zaat Nahi….!!
Zindagi Shayari
Zindagi Se Poocho Ye Kia Chahti Hai
Bus Ek Teri Wafa Chahti Hai
Kitni Masoom Or Nadan Hai Zindagi
Khud Bewafa Hai Or Wafa Chahati Hai
Zindagi Shayari
Zindagi Roz Naye Rang Mein Dhal Jaati Hai
Kabhi Dushman To Kabhi Dost Nazar Aati Hai
Kabhi Chaa Jaaye,Baras Jaaye,Ghata Beymausam
Kabhii Ek Boond Ko Bhi Rooh Taras Jaati Hai
Zindagi Shayari
Zindagi Humein Deekh Ke Rohi Akele Ja Ke
Hosh Mein La Ke Humein Kudh Tanhai Mein Rehi
Pagal Thi Zindagi Kuch Naam Se
Le Dard Asa De Ke Gai Bewafai Ke Naam Se
Zindagi Shayari
Yoon Badi Der Se Paimaana Liye Baitha Hoon
Koi Dekhe Vo Ye Samajhe Piye Baitha Hoon
Zindagi Bhar Ke Liye Rooth Ke Jaane Waale
Main Abhi Tak Tasveer Liye Baitha Hoon
Zindagi Shayari
Mery Wajood Se Lipti Khushbo Tere Naam Ki Hai
Meray Dil Me Basi Her Ek Dharken Tery Naam Ki Hai
Itna Yaqeen Ker Lay Meray Hamnasheen
Bin Tery Meri Zindagi Baynaam Si Hai
Zindagi Shayari
Gam Na Karna Kabhi Zindgi Me
Kyuki Taqdeer Badalti Rehti Hai
Shesha Wahi Rehta Hai
Bas Tasveer Badalti Rehti Hai
Zindagi Shayari
Har Tarah Ke Ilzaam Ko She Lete Hai
Zindagi Ko Yuhi Jee Lete Hai
Milaa Lete Hai Jhinse Haat Dosti Ka
Un Haaton Se Phir, Zeher Bhi Pee Lete Hai
Zindagi Shayari
Baithe-Baithe Jindgi Barbad Na Kijiye
Jindgi Milti Hai Kuchh Kar Dikhane K Liye
Roke Agar Aasman Hamare Raste Ko
To Taiyar Ho Jao Aasman Jhukane K Liye
Zindagi Shayari
Hasna Zindagi Hai,
Has Kar Gum Bholana Zindagi Hai,
Jeet Kar Hanse To Kya Hanse,
Haar Kar Khushiyan Manaana Zindagi Hai
Zindagi Shayari
Guzri Hoi Zindagi Ko Kabhi Yaad Na Ker
Taqdeer Mai Jo Likha Hai Uski Fariyaad Na Ker
Jo Hona Hai Wo Ho Ker Rahega
Tuu Fikar Mai Apni Hansi Barbaad Na Ker
Zindagi Shayari
Toofan Mein Kashti Ko Kinare Bhi Milte Hein
Jahaan Mein Logo Ko Sahare Bhi Milte Hein
Duniya Mein Sab Se Pyari Hai Zindagi
Kuch Log Zindagi Se Pyare Bhi Milte Hein
Zindagi Shayari
Na Koi Meri Manzil Hai Na Kinara
Tanhai Meri Mehfil Aur Yaadein Mera Sahara
Unse Bichad Kar Kuch Yun Waqt Guzra
Kabhi Zindagi Ko Tarse Kabhi Maut Ko Pukara
Zindagi Shayari
Has Kar Jeena Dastoor Hai Zindagi Ka
Ek Yehi Kissa Mashhoor Hai Zindagi Ka
Beete Huye Pal Kabhi Laut K Nahi Aate
Yehi Sabse Bada Kasoor Hai Zindagi Ka
Zindagi Shayari
Maut Ke Baad Yaad Aa Raha Hai Koi
Mitti Meri Qabra Se Uthha Raha Hai Koi
Ya Khuda! Do Pal Ki Zindagi Aur De De
Meri Qabra Se Udaas Jaa Raha Hai Koi
Zindagi Shayari
Teri Ulfat Ko Kabhi Nakam Na Hone Denge
Teri Dosti Ko Kabhi Badnam Na Hone Dnge
Meri Zindagi Me Suraj Nikle Na Nikle
Teri Zindagi Me Kabhi Sham Hone Na Denge
Zindagi Shayari
Meri Chahatain Tumse Alag Kab Hain
Dil Ki Batain Tumse Chupi Kab Hain
Tum Sath Raho Dil Main Dharkan Ki Jaga
Phir Zindagi Ko Sanson Ki Zarorat Kab Hai
Zindagi Shayari
Khushiya Itni Ho K Aankhon Me Ansu Jam Jaye
Lamhe Ho Itne Hasi K Waqt B Tham Jaye
Dosti Nibhayenge Hum Apse Is Tarha
K Saath Guzra Har Pal Zindagi Ban Jaye
Zindagi Shayari
Zara Si Zindagi Hain,Armaan Bohat Hain
Hamdard Nahin Koi,Insaan Bohat Hain
Dil Ka Dard Sunaye To Sunaye Kis Ko
Jo Dil Ke Qarib Hain,Wo Anjan Bohat Hain.
Zindagi Shayari
Zindagi Mey Her Khushi Mile Aap Ko
Aap Jis Cheez Ko Chahe Wo Mile Aap Ko
Bus Hame Zaroor Yaad Rakh Na
Hum Wo Hai Jo Duva-O-Mey Yaad Rakhe Aap Ko
Zindagi Shayari
Phool Bankar Muskarna Zindagi Hai
Muskura Ke Gum Bhulana Zindagi Hai
Mil Kar Khush Huye To Kya Hua
Bina Mile Rishte Nibhana Zindagi Hai
Zindagi Shayari
Dosti K Naam Pay Deewaanay Chalay Aatay Hain
Shama K Peechay Perwaanay Chalay Aatay Hain
Tu Meri Zindagi Main Nahin Aana Chahata Na Aa
Par Aana Meri Moat Pay Us Din To Begaanay Bhi Chalay Aatay Hai..
Zindagi Shayari
Duniya Me Haqiqat Ka Pata Kuch Nahi
Ilzam Hazaro H Khataa Kuch aNhi
Meri Zindgi Mei Kya Ha Padh Na Sakoge
Bas Ashqo Ke Daag Ha Aur Likha Kuch Nahi
Zindagi Shayari
Zindage Har Pal Khas Nahi Hoti
Phuloon K Khusbu Hamesha Pass Nahi Hoti
Milna Hamare Taqdeer Me Likha Tha
Warna Itni Payari Dosti Hamare Itefaq Nahi Hoti

You may like these posts

  1. To insert a code use <i rel="pre">code_here</i>
  2. To insert a quote use <b rel="quote">your_qoute</b>
  3. To insert a picture use <i rel="image">url_image_here</i>

Opening an Upstox account is easy-peasy. All you need is your PAN + Aadhaar. You can sign-up online using my link within the next 7 days